Ae dil hain mushkil jeena yahan
Zara hatt ke zara bach ke, Yeh hain bambai meri jaan

Kahin building kahin tramey, kahin motor kahin mill
Milta hain yahan sab kuch, ik milata nahin dil
Kahin building kahin tram-e, kahin motor kahin mill

Insaan ka nahin kahin naam o nishaan
Zara hatt ke zara bach ke, yeh hain bambai meri jaan

Kahin satta kahin patta, kahin chori kahin race
Kahin daaka kahin phaaka, kahin thokar kahin thes

Bekaaro ke hain kai kaam yahan

Beghar ko awaara yahan kehte hass hass
Khud kaate gale sab ke, kahe iss ko business

Ik cheez ke hain kai naam yahan

Bura duniya ko hain kehta, aisa bhola tu na bann
Jo hain karta woh hain bharta, hain yahan ka yeh chalan

Dadageeri nahin chalne ki yahan
Yeh hain bombay, yeh hain bombay, yeh hain Bombay meri jaan

Ae dil hain aasaan jeena yahan
Suno mister, suno bandhu, yeh hain bombay meri jaan

Movie: C.I.D. (1956)
Director: Raj Khosla
Singers: Mohammad Rafi, Geeta Dutt
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: O P Nayyar

Wow, this is a lengthy song! It is Johnny Walker’s birthday on November 11 and since I am using birthdays to help me make my song choices, this week’s song is in Mr Walker’s (or in Badruddin Jamaluddin Kazi’s) memory. A fun, hummable number (like so many other Nayyar gems) that I like going back to and that references a city I am fond of. ~ R
Comments
Post a Comment