Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hain

Ye uthey subah chale, ye jhukey shyam dhale
Mera jeena mera marna, inhi palkon ke taley

Palkon ki galiyon mein chehre baharon ke hastey hue
Hain mere khwabon ke kya kya nagar in mein bastey hue

In mein mere aane wale zamaane ki tasveer hain
Chahat ke kajal se likhi hui meri taqdeer hain

Yeh ho kahin in ka says mere dil se jaata nahin
Inke siva ab kuch bhi nazar mujhko aata nahin

Movie: Chirag (1969)
Director: Raj Khosla
Singers: Mohammed Rafi
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Madan Mohan
Just a charming song, with Majrooh Sultanpuri’s vivid words gently and lovingly rendered by Mohammed Rafi. The music is just as tender, almost fading to nothing when Rafi hits the high notes, allowing that emotive voice to hog the spotlight. The little stanza by Lata does not make as much impact in my opinion, but it’s still a lovely listen. ~ R

Comments
Post a Comment