Ohoho... Ohoho...
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Ohoho... Ohoho...
Beete dinon ki yaad thi jinme
Main woh taraane bhool chuka
Aaj nayi manzil hai meri,
Kal ke thikaane bhool chuka
Na woh dil na sanam,
Na woh deen dharam
Ab door hoon saare gunaahon se
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Ohoho... Ohoho...
Jeevan badla, duniyaa badli,
Man ko anokhaa gyaan mila
Aaj mujhe apne hi dil me, ek naya insaan mila
Pahuncha hoon wahan, naheen door jahaan
Bhagwan bhi meri nigaahon se
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Movie: Aadmi (1968)
Director: A. Bhimsingh
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad
Once again, a song that is close to my heart because of its lyrics. Although I am what they call ‘intensely emotional’, I am hardly ever plagued by jealousy and nostalgia. I am almost always happy with my lot. I think of the past as experience and never ever want to relive or recreate it.
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Ohoho... Ohoho...
Beete dinon ki yaad thi jinme
Main woh taraane bhool chuka
Aaj nayi manzil hai meri,
Kal ke thikaane bhool chuka
Na woh dil na sanam,
Na woh deen dharam
Ab door hoon saare gunaahon se
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Dard mein doobey geet na dein
Gham ka sisakta saaz na dein
Ohoho... Ohoho...
Jeevan badla, duniyaa badli,
Man ko anokhaa gyaan mila
Aaj mujhe apne hi dil me, ek naya insaan mila
Pahuncha hoon wahan, naheen door jahaan
Bhagwan bhi meri nigaahon se
Aaj puraani rahon se
Koi mujhe aawaaz na dein
Movie: Aadmi (1968)
Director: A. Bhimsingh
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad
Once again, a song that is close to my heart because of its lyrics. Although I am what they call ‘intensely emotional’, I am hardly ever plagued by jealousy and nostalgia. I am almost always happy with my lot. I think of the past as experience and never ever want to relive or recreate it.
So, I love “Beete dinon ki yaad thi jinme, Main woh taraane bhool chuka, Aaj nayi manzil hai meri, Kal ke thikaane bhool chuka” and “Jeevan badla, duniya badli, Man ko anokhaa gyaan mila, Aaj mujhe apne hi dil me, ek naya insaan mila.” ~ S
Comments
Post a Comment