Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai

Geet gaata hoon mai
Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Isliye ab sada muskuraata hoon mai

Ye mohabbat ke pal kitne anmol hain
Kitne phoolon se naazuk mere bol hain
Ye mohabbat ke pal kitane anmol hain
Kitne phoolon se naazuk mere bol hain
Sabko phoolon ki mala pehanaata hoon main
Muskuraata hoon main

Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Isliye ab sada muskuraata hoon mai

Roshni hogi itni kise thi khabar
Mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
Roshni hogi itni kise thi khabar
Mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
Saath hain ab ye darpan dikhaata hoon mai
Muskuraata hoon mai

Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Geet gaata hoon mai gungunaata hoon mai
Maine hasne ka waada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskuraata hoon mai
Isliye ab sada muskuraata hoon mai

Movie/album: Lal Patthar (1971)

Director: Sushil Majumdar

Singer: Kishore Kumar

Lyricist: Dev Kohli

Music Composer: Shankar Jaikishan



This is another personal favourite because its lyrics resonate with me and because it is easy to sing. ‘Maine hasne ka waada kiya tha kabhi…’ I had made a similar promise to myself nine years ago; not that I would always smile but that I would always strive to be happy no matter what. I am still going strong, and as the song says ‘Roshni hogi itni kise thi khabar, Mere man ka ye darpan gaya hai nikhar’… ~ S


Comments