Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya…
Beqaraar dil iss tarah mile
Jis tarah kabhi, hum judaa na the
Beqaraar dil iss tarah mile
Jis tarah kabhi, hum judaa na the
Tum bhi kho gaye, hum bhi kho gaye
Ek raah par chal ke do kadam
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya…
Jaayenge kahan, soojhta nahin
Chal padey magar, raasta nahin
Jaayenge kahan, soojhta nahin
Chal padey magar raasta nahin
Kya talaash hai, kuch pata nahin
Bunn rahe hain dil, khwaab dum-ba-dum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya..
Movie: Kaagaz ke Phool (1959)
Director: Guru Dutt
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Kaifi Azmi
Music Composer: S D Burman
Listening to one of Kaifi Azmi’s numbers made me think of his other works and that’s how I came to this. Not only is this song beautifully written (an almost heart-breaking ode to unrequited love), it is shot beautifully too, in a surreal light and shadow world. The muse or the star in the spotlight and the director in the dark, in the shadows, almost invisible. The music is fantastic too, sedate for the most part but soaring as the emotions intensify. Geeta Dutt’s voice seems perfect for this. What’s not to like? ~ R

Comments
Post a Comment