Tere bina zindagi se koi shikwa

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se shikwa, to nahi

Kaash aisa ho tere qadmo se,
chun ke manzil chale aur kahi door kahi
Kaash aisa ho tere qadmo se,
chun ke manzil chale aur kahi door kahi
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi

Jee mein aata hai, tere daaman mein,
sar jhuka ke hum rote rahein, rote rahein
Jee mein aata hai, tere daaman mein,
sar jhuka ke hum rote rahein, rote rahein
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi,
raat ko rok lo
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi,
raat ko rok lo
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

Movie: Aandhi (1975)

Director: Gulzar

Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Lyricist: Gulzar

Music Composer: R D Burman



Why do I like this song? I can wax lyrical over the acting of Sanjeev Kumar, the voice of Kishore Kumar, the magic of RD Burman, and the hidden depths in Gulzar's words. Or I can say I will never be able to express the wonder I experience when I hear/watch this song. 

It all boils down to these three people: Sanjeev Kumar, Kishore Kumar and Gulzar. Enough said! ~ S 

Comments