Lag jaa gale…hmmm…haseen raat….
Lag jaa gale, ke phir ye haseen raat ho na ho
Shaayad phir is janam mein mulaaqaat ho na ho

Lag jaa gale… ae… ae
Humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se

Jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se
Phir aapke naseeb mein ye baat ho na ho

Paas aayiye ke hum nahin aayenge baar baar

Baahen gale mein daal ke hum ro le zaar zaar
Aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho na ho

Shaayad phir is janam mein mulaqaat ho na ho
Lag jaa gale… ae… ae
Movie: Woh Kaun Thi? (1964)
Director: Raj Khosla
Singers: Lata Mangeshkar
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer: Madan Mohan

I am not a Lata Mangeshkar fan; I prefer her sister. However, I am forced to admit that this is a beautiful rendition and the young Lata Mangeshkar’s voice is everything that you can want for a mystery featuring an irresistible young woman. The lovely haunting music and the beautiful lyrics (the sounds are particularly lovely—hum ro le zaar zaar) make up the layers on this cake and the alluring Sadhana is the icing. ~ R
Comments
Post a Comment