Hmmm hhmmm hmmmhmmmm…
Chaudhvin ka chand ho, ya aaftaab ho
Jo bhi ho tum, khuda ki kasam, lajawaab ho
Chaudhvin ka chand ho…
Zulfen hain jaise kandho pe badal jhuke huve

Aankhen hain jaise may ke pyaale bhare huve
Masti hai jisme pyaar ki tum, wo sharaab ho

Chehra hai jaise jheel me hasta huva kamal

Ya zindagi ke saaz pe chedi huyi gazal
Jaan-e bahaar tum kisi shaayar ka khwaab ho

Honthon pe khelti hai tabassum ki bijliyaan

Sajde tumhari raah me karti hain kehkashaan
Duniya-e-husn-o-ishq ka tum hi shabaab ho
Chaudhvin ka chand ho, ya aaftaab ho
Jo bhi ho tum, khuda ki qasam, lajawaab ho
Chaudhvin ka chand ho…
Movie: Chaudhvin Ka Chand (1960)
Director: Mohammed Sadiq
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music composer: Ravi

In my formative years, I used to think that this was the ultimate love song. I changed; so did my feelings for this song. Yet, there is no denying its beauty, and my fascination with it hasn't diminished. And, why not? Wonderful lyrics, picturised on a breathtakingly beautiful Waheeda Rahman, and a rather startling storyline as the backdrop—what's not to like? ~ S
Comments
Post a Comment