In aankhon ki masti ke

In aankhon ki masti ke
In aankhon ki masti ke
Mastane hazaaron hain
Mastane hazaaron hain
In aankhon se waabasta
In aankhon se waabasta
Afsane hazaaron hain
Afsane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke

Ek tum hi nahin tanha
Ek tum hi nahin tanha
Ulfat main meri ruswaa
Ulfat main meri ruswaa
Is sheher mein tum jaise
Is sheher mein tum jaise
Deewane hazaaron hain
Deewane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke
Mastane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke

Ek sirf hum hi may ko
Ek sirf hum hi
Ek sirf hum hi may ko
Aankhon se pilatey hain
Aankhon se pilatey hain
Kehne ko toh duniya mein
Kehne ko toh duniya mein
Maykhane hazaaron hain
Maykhane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke
Mastane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke

Is sham-e-faroza ko
Is sham-e-faroza ko
Aandhi se darate ho
Aandhi se darate ho
Is sham-e-faroza ke
Is sham-e-faroza ke
Parwane hazaaron hain
Parwane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke
Mastane hazaaron hain
In aankhon se waabasta
Afsane hazaaron hain
Afsane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Movie: Umrao Jaan (1981)

Director: Muzaffar Ali

Singers: Asha Bhosle

Lyricist: Shahryar

Music Composer: Khayyam



Like I mentioned in my last post, I am far from done with Asha Bhosle. This is a completely different song. It has what in Hindi I would call ‘tehrav’, which I find diametrically different from the way Asha Bhosle manipulated her voice for ‘Raat akeli hain’. Apparently, Khayyam, the music director for this song, got her to sing it a note lower than she was used to. Don’t ask me what that means. All I know is, I can safely hum this in private! There is confidence, maturity, seductive appeal in this voice and the lyrics just make it shine brighter. ~ R 

Comments