Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Mazaa jab hain tumhari
Har ada katil hi ke laye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Qaatil tumhein pukaroon ke jaan-e-wafaa kahoon
Hairat mein pad gaya hoon ke main tumko kya kahoon
Zamaana hain tumhara
Zamaana hain tumhara
Chahein jiski zindagi le lo
Agar mera kaha maano
Toh aise khel na khelo
Zamaana hain tumhara
Chahein jiski zindagi le lo
Agar mera kaha maano
Toh aise khel na khelo
Tumhari is shararat se
Na jaane kiski maut aaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Hai! Kitni masoom lag rahi ho tum
Tumko zaalim kahe, woh jhoota hain
Ye bholapan tumhara
Ye bholapan tumhara
Ye shararat aur yeh shokhi
Zaroorat kya tumhein
Talwar ki, teeron ki, khanjar ki
Ye bholapan tumhara
Ye shararat aur yeh shokhi
Zaroorat kya tumhein
Talwar ki, teeron ki, khanjar ki
Nazar bharke jisse tum dekh lo
Woh khud hi mar jaaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Hum pe kyon is kadar bigadthi ho
Chednewale tumko aur bhi hain
Baharon par karo gussa
Ulajhti hain jo aankhon se
Hawaon par karo gussa
Joh takrati hain zulfon se
Baharon par karo gussa
Ulajhti hain jo aankhon se
Hawaon par karo gussa
Joh takrati hain zulfon se
Aisa nah ho koi
Tumhara dil bhi le jaaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Mazaa jab hain tumhari
Har ada katil hi ke laye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Movie: Bees Saal Baad (1962)
Director: Biren Naug
Singers: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Composer: Hemant Kumar
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Mazaa jab hain tumhari
Har ada katil hi ke laye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Qaatil tumhein pukaroon ke jaan-e-wafaa kahoon
Hairat mein pad gaya hoon ke main tumko kya kahoon
Zamaana hain tumhara
Zamaana hain tumhara
Chahein jiski zindagi le lo
Agar mera kaha maano
Toh aise khel na khelo
Zamaana hain tumhara
Chahein jiski zindagi le lo
Agar mera kaha maano
Toh aise khel na khelo
Tumhari is shararat se
Na jaane kiski maut aaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Hai! Kitni masoom lag rahi ho tum
Tumko zaalim kahe, woh jhoota hain
Ye bholapan tumhara
Ye bholapan tumhara
Ye shararat aur yeh shokhi
Zaroorat kya tumhein
Talwar ki, teeron ki, khanjar ki
Ye bholapan tumhara
Ye shararat aur yeh shokhi
Zaroorat kya tumhein
Talwar ki, teeron ki, khanjar ki
Nazar bharke jisse tum dekh lo
Woh khud hi mar jaaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Hum pe kyon is kadar bigadthi ho
Chednewale tumko aur bhi hain
Baharon par karo gussa
Ulajhti hain jo aankhon se
Hawaon par karo gussa
Joh takrati hain zulfon se
Baharon par karo gussa
Ulajhti hain jo aankhon se
Hawaon par karo gussa
Joh takrati hain zulfon se
Aisa nah ho koi
Tumhara dil bhi le jaaye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
Mazaa jab hain tumhari
Har ada katil hi ke laye
Zara nazron se keh do ji
Nishaana chook na jaye
Movie: Bees Saal Baad (1962)
Director: Biren Naug
Singers: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Composer: Hemant Kumar
My selections for this space seem destined to be dictated by commemorations of some kind. Shakeel Badayuni’s birth anniversary fell on 3 August.
I must confess that it is not very often that I investigate lyricists and music composers. I have been more interested in singers. Notable exceptions are Gulzar and R D Burman. So, an article in a newspaper on the occasion of his birth anniversary made me look up Shakeel Badayuni. While I cannot call myself a fan, I do admire his work. This gem benefits from Hemant Kumar’s delightfully unique rendition as well. Badayuni won the Filmfare Award for his lyrics for another song in this film, ‘Kahin deep jale, kahin dil’, which also won Lata Mangeshkar a Filmfare. While that is undoubtedly a beautiful piece of poetry, I enjoy this mischievous one a little more. ~ R
Comments
Post a Comment