Hmmmm....
Khilte hai gul yahaan, khilke bikharne ko

Milte hai dil yahaan, milke bichhadne ko
Khilte hai gul yahaan
Kal rahe naa rahe, mausam ye pyaar ka
Kal ruke na ruke, dola bahaar ka
Kal rahe naa rahe, mausam ye pyaar ka
Kal ruke na ruke, dola bahaar ka
Chaar pal mile jo aaj, pyaar mein guzaar de

Hoo.. o.. hoo... o... ho, o... ho, o...haa
Jheelon ke hothon par, meghon ka raag hai
Phoolon ke seene mein, thandi thandi aag hai

Dil ke aaine mein tu, ye samaa utaar le

Pyaasa hai dil sanam, pyaasi ye raat hai
Hontho me dabi dabi, koi meethi baat hai

In lamhon pe aaj tu, har khushi nisaar de

Movie: Sharmilee (1971)
Director: Samir Ganguli
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Neeraj
Music Composer: Sachin Dev Burman

This song reminds me of two uncles, both on the maternal side.
I heard this song for the first time when I was about three or four. One of my maternal uncles used to sing it or rather, hum the tune (along with many other songs). Ever since, I have associated it with him. He had a great voice (startlingly similar to Kishore Kumar's), and he used to sing extremely well.
Much later, I saw the film and the song. I was already fascinated by Shashi Kapoor because he resembled my maternal granduncle, even down to those sharp, crooked teeth of his! I liked him in this song too.
My uncle's singing prowess is long gone. My granduncle is no more. But the song still captivates me because of Kishore Kumar's voice. I feel that the female version is colourless in comparison. ~ S
Comments
Post a Comment