Kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Meelo hain khamoshi
Barso hain tanhayi
Bhooli duniya kabhi ki, tujhe bhi, mujhe bhi
Phir kyon aankh bhar aayi
O, kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Koi bhi saaya nahin raahon mein
Koi bhi aayega na baahon mein
Tere liye, mere liye, koi nahin ronewala
O, jhoota bhi nata nahin chahon mein
Hai, tu hi kyun dooba rahen aahon mein
Koi kisi sangh mare aisa nahin honewala
Koi nahin jo yunhi jahan mein batein peer parayi
Kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Tujhe kya beeti hui raaton se
Mujhe kya khoyi hui baaton se
Sej nahin chitaa sahi, jo bhi mile sona hoga
O, Gayi jo dori chuti haathon se
Lena kya toote hue saathon se
Khushi jahan maangi tune, wahin mujhe rona hoga
Na koi tera, na koi mera, phir kis ki yaad aayi
Ho, kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Meelon hain khamoshi
Barson hain tanhayi
Bhooli duniya kabhi ki, tujhe bhi, mujhe bhi
Phir kyon aankh bhar aayi
Movie: Joshila (1973)
Director: Yash Chopra
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: R D Burman
Kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Meelo hain khamoshi
Barso hain tanhayi
Bhooli duniya kabhi ki, tujhe bhi, mujhe bhi
Phir kyon aankh bhar aayi
O, kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Koi bhi saaya nahin raahon mein
Koi bhi aayega na baahon mein
Tere liye, mere liye, koi nahin ronewala
O, jhoota bhi nata nahin chahon mein
Hai, tu hi kyun dooba rahen aahon mein
Koi kisi sangh mare aisa nahin honewala
Koi nahin jo yunhi jahan mein batein peer parayi
Kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Tujhe kya beeti hui raaton se
Mujhe kya khoyi hui baaton se
Sej nahin chitaa sahi, jo bhi mile sona hoga
O, Gayi jo dori chuti haathon se
Lena kya toote hue saathon se
Khushi jahan maangi tune, wahin mujhe rona hoga
Na koi tera, na koi mera, phir kis ki yaad aayi
Ho, kiska rasta dekhe, ae dil ae saudayi
Meelon hain khamoshi
Barson hain tanhayi
Bhooli duniya kabhi ki, tujhe bhi, mujhe bhi
Phir kyon aankh bhar aayi
Movie: Joshila (1973)
Director: Yash Chopra
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: R D Burman
It was Kishore Kumar’s birth anniversary a couple of weeks ago and everyone was listing his best songs. I have a few favourites myself and it is difficult to pick one I love above all others, but this is a close contender for top spot. It doesn’t get named often. I was listening to Mohammad Rafi’s Aaja re aa zara from Love in Tokyo recently and while I am a huge admirer of Rafi saab myself, I wonder if he went a little overboard on that one. Listening to this presents a startling contrast. I think it is a restrained but touching rendition of beautiful lyrics by Sahir Ludhianvi. I can listen to this one on loop. In memory of an amazingly versatile singer with no formal training. ~ R
Comments
Post a Comment